Primus ki ride bahut smooth aur silent hai, bilkul vibration nahi hota. Ekdum shaandar feel aati hai. Range bhi theek hai, bas plastic body ka quality thoda improve karna chahiye. Overall satisfied.
20 नव॰ 2024|Sameer
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
Perfect for office travel
Main roz office ke liye is scooter ko use karta hoon, light weight hai aur chalane mein easy. Charging bhi fast hoti hai. Looks basic hai, par kaam ke liye badiya hai. Paisa vasool hai yeh.
20 नव॰ 2024|Sourjesh
उपयोगी
अनुपयोगी
4 रेटिंग
Battery acha hai, par pickup average hai
Primus ka battery backup mast hai, ek baar charge pe 90-100 km chal jata hai. Par pickup thoda better ho sakta tha. City ride ke liye sahi hai, but zyada speed nahi milega.
20 नव॰ 2024|Ranveer
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
Value for Money
Ampere Primus is budget-friendly and eco-friendly. Charging is quick, and the performance is smooth. However, the build quality could be better. Overall, it’s great for short trips and regular use.
20 नव॰ 2024|Kamal
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
Perfect for Daily Commutes
I have been using the Ampere Primus for 6 months, and it is perfect for my daily rides. The range is decent, around 107 km on a charge, and it’s super quiet. Highly recommended for city commuting.