A quick ride on my Kabira KM4000 doesn't always stay quick. Since the bike delivers up to 174 km of range on a full charge, I don't hesitate to take a longer route or make an extra stop along the way. I also keep my phone connected through Bluetooth, which makes it easy to stay updated while I'm on the move. That's one reason I keep finding excuses to take the bike out whenever I have some free time.
30 जून 2026|Jagat Singh
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
Thoda Price High Hai, Par Worth It
KM 4000 ka price thoda high lagta hai, lekin features aur performance ke hisaab se bilkul worth it hai. Ek dum modern aur high-tech bike hai.
13 नव॰ 2024|Manish
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
Comfort Aur Style Ka Perfect Combination
Bike ka design aur comfort level dono top-notch hain. Kabira ne is bike ko style aur performance ka perfect mix banaya hai.
13 नव॰ 2024|Pankaj
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
High Performance, Budget Friendly
Kabira KM 4000 ka performance kaafi impressive hai, especially considering the price. Agar aapko high-performance electric bike chahiye, toh yeh ek accha option hai.
13 नव॰ 2024|Bharat
उपयोगी
अनुपयोगी
5 रेटिंग
Range Bhi Acchi Hai, Charging Fast Hai
Charging time kaafi kam hai aur range bhi acchi milti hai. Daily commuting ke liye perfect hai. Mileage aur performance ka balance sahi hai.
13 नव॰ 2024|Shailander
उपयोगी
अनुपयोगी
4 रेटिंग
KM 4000 Ki Speed Hai Mast
KM 4000 ki speed ekdum zabardast hai. Long rides ke liye bilkul perfect. Ride quality bhi smooth hai, aur design kaafi stylish lagta hai.